Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSimple Kapadia
HomeSimple Kapadia
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aap ke anurodh pe main ye geet sunaata hoon main ye geet sunaata hoon aap ke anurodh pe main ye geet sunaata hoon main ye geet sunaata hoon apne dil ki baaton se aapka dil behlaata hoon aap ke anurodh pe mat poochho auron ke dukh mein ye prem kavi kyun rota hai mat poochho auron ke dukh mein ye prem kavi kyun rota hai bas chot issi ko lagti hai aur dard kisi ko hota hai door kahin koi darpan toote tadap ke main reh jaata hoon aap ke anurodh pe main ye geet sunaata hoon main ye geet sunaata hoon taareef main jiski karta hoon taareef main jiski karta hoon kya roop hai wo kya khushboo hai kuchh baat nahin aisi koi ye ek suroon ka jaadoo hai koyal ki ik kook se sab pe mann mein hook uthaata hoon aap ke anurodh pe main ye geet sunaata hoon main ye geet sunaata hoon main pehne phirtaa hoon jo wo janjirein kaise banti hain main pehne phirtaa hoon jo wo janjirein kaise banti hain ye bhed bataa doon geeton mein tasveerein kaise banti hain sundar honthon ki laali se main
hmmmm aate jaate khoobsurat aawaara sadkon pe kabhi kabhi itefaaq se aate jaate khoobsurat aawaara sadkon pe kabhi kabhi itefaaq se kitne anjaan log mil jaate hain un mein se kuchh log bhul jaate hain kuchh yaad reh jaate hain un mein se kuchh log bhul jaate hain kuchh yaad reh jaate hain aate jaate khoobsurat aawaara sadkon pe kabhi kabhi itefaaq se kitne anjaan log mil jaate hain un mein se kuchh log bhul jaate hain kuchh yaad reh jaate hain un mein se kuchh log bhul jaate hain kuchh yaad reh jaate hain aawaaz ki duniyaa ke doston kal raat isi jagah pe mujhko iss kadar ye hasin khayaal mila hai raah mein ek reshami rumaal mila hai iss kadar ye hasin khayaal mila hai raah mein ek reshami rumaal mila hai jo giraaya tha kisi ne jaan kar jiska ho le jaaye wo pehchaan kar warna main rakh loonga usko apna jaan kar kisi husn waale ki nishaani maan kar nishaani maan kar hanste gaate logon ki baaton hi baaton mein kabhi kabhi ik mazaak se kitne jawaan kisse ban jaate hain
kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye bairaagi dekh ke tujhe anuraagi ban gaye anuraagi ban gaye ban gaye re kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye honthon pe aag liyeeeeeee saanson mein raag liyeeee honthon pe aag liyeeeeeee saanson mein raag liyeeee kiss ko dasne tu chali zulfon ke naag liyeeeee kiss ko dasne tu chali zulfon ke naag liye hoooo oooo hoooo oooo kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye bairaagi dekh ke tujhe anuraagi ban gaye anuraagi ban gaye ban gaye re kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye rabb ka nazaara badannnn pyaar se ye pyaara badannnn rabb ka nazaara badannnn pyaar se ye pyaara badannnn dil kahe jeevan de kar le loon tumhaara badan dil kahe jeevan de kar le loon tumhaara badan hoooo oooo hoooo oooo kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye bairaagi dekh ke tujhe anuraagi ban gaye anuraagi ban gaye ban gaye re kitne raanjhe tujhe dekh ke bairaagi ban gaye hmmm
main akela apni dhun mein magan zindagi ka mazaa liye ja rahaa tha main akela apni dhun mein magan zindagi ka mazaa liye ja rahaa tha tumhara muskurana khilkhilana tumhara tunakna tumhara tilmilana tumhare kadmon ki aahat tumhari aankhon ki masti tumhare baalon ki khushboo inse mujhe kya hai haasil phir bhi ye hai meri aadat mein shaamil shaamil mere dil mein dard hai daya hai tumhare liye kuchh hai mat poochho kya hai mat poochoo kya hai mere dil mein dard hai daya hai tumhare liye kuchh hai mat poochho kya hai mat poochoo kya hai main nek dil hoon burra kya soochoon main nek dil hoon burra kya soochoon tumhari muhabbat tumhari wafaa inse mujhe kya hai haasil phir bhi ye hai meri aadat mein shaamil shaamil tum door chali gayi to kaise beetegi ye zindagani adhoori rahegi humari aur tumhari kahani tumhara sajna sanwarna jhilmil nikharna tumhara gungunana geet gaana mere sapnon ka sach ho jaana sach ho jaana meri mann pasand ban jaana inse mujhe kya hai haasil phir
aaja hooooo aaja aaja hooooo aaja aaja hooooo aaja ke mere dil ne tadap ke jab naam tera pukaara mere dil ne tadap ke jab naam tera pukaara kahan se na jaane chala aaya ye mausam pyara pyara mere dil ne tadap ke jab naam tera pukaara mere dil ne tadap ke jab naam tera pukaara aaja hooooo aaja tere raste pe main aankhen bichhaye baitha hoon tere intezaar ki main duniya sajaaye baitha hoon tere raste pe main aankhen bichhaye baitha hoon tere intezaar ki main duniya sajaaye baitha hoon dekhen teri nazron ko bhaaye na bhaaye ye nazara mere dil ne tadap ke jab naam tera pukaara mere dil ne tadap ke jab naam tera pukaara tera mera pyaar ik raaz hi rehta to achchha tha soz na banta ye saaz hi rehta to achchha tha tera mera pyaar ik raaz hi rehta to achchha tha soz na banta ye saaz hi rehta to achchha tha jaane kya hoga jab hoga ye milan hamara mere dil ne tadap ke jab naam tera pukaara mere dil ne tadap ke jab naam tera pukaara dhadak raha hai dil dil ko main kaise
mohabbat huyi mere saiyaan nainon mein nindiya neend mein sapne sapnon mein tu tujh mein main aaun kabse mere naina hain pyaase baahon mein baahen toh daal mohabbat badi bewafa hai jisne ki dhokha khaaya neend ganwayi chain lutaaya tauba tauba dil na lagaana jhootha hai ye khayaal aa aa aa ye pyaar ki kadar tum jaanoge nahin na ja o bekhabar pehchanoge nahin pehchaanta hoon main hoti hai bewafa tu hi zara bata kiska hua bhala sun jaane jigar ek baar to dil mila mohabbat badi bewafa hai jisne ki dhokha khaaya neend ganwayi chain lutaaya tauba tauba dil na lagaanaa jhootha hai ye khayaal matlab ki dosti matlab ka pyaar hai ye laalchi jahaan paise ka yaar hai anmol pyaar ki keemat na tu laga bikti nahin kabhi beshaq dua dawa sun shokh e haseen jhoote na jalwe dikha mohabbat huyi mere saiyaan nainon mein nindiya neend mein sapne sapnon mein tu tujh mein main aaun kabse mere naina hain pyaase baahon mein baahen toh daal aa mere dilruba tu chaahti hai kya tu jaan hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Ke Anurodh Pe Anurodh (1977) 05:01 20142
 
Poster of Anurodh (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Simple Kapadia
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:01   Song Number : 20142   

Aate Jaate Khoobsoorat Anurodh (1977) 05:51 20078
 
Poster of Anurodh (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Simple Kapadia
Duration : 05:51   Song Number : 20078   

Kitne Raanjhe Tujhe Dekh Ke Ahsaas (1979) 04:34 18493
 
Poster of Ahsaas (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Simple Kapadia
Duration : 04:34   Song Number : 18493   

Main Akela Apni Dhun Man Pasand (1980) 04:21 13674
 
Poster of Man Pasand (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tina Munim, Simple Kapadia
Duration : 04:21   Song Number : 13674   

Mere Dil Ne Tadap Ke Anurodh (1977) 06:42 20919
 
Poster of Anurodh (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Simple Kapadia
Duration : 06:42   Song Number : 20919   

Mohabbat Huyi Mere Saiyaan Shakka (1981) 04:43 38640
 
Poster of Shakka (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jeetendra, Simple Kapadia
Duration : 04:43   Song Number : 38640   
Karaoke Songs of simple kapadia, Sad Songs of simple kapadia, Love Songs of simple kapadia, Dance Songs of simple kapadia, Hip-hop songs of simple kapadia, Best songs of simple kapadia, Super hit songs of simple kapadia, hit songs of simple kapadia, duet songs of simple kapadia, solo songs of simple kapadia, old songs of simple kapadia, famous songs of simple kapadia, Hindi Karaoke Songs of simple kapadia, Hindi Sad Songs of simple kapadia, Hindi Love Songs of simple kapadia, Hindi Dance Songs of simple kapadia, Hindi Hip-hop songs of simple kapadia, best Hindi songs of simple kapadia, super hit Hindi songs of simple kapadia, hit Hindi songs of simple kapadia, duet Hindi songs of simple kapadia, solo Hindi songs of simple kapadia, old Hindi songs of simple kapadia, famous Hindi songs of simple kapadia, Sing Along Songs of simple kapadia, Sing Along Sad Songs of simple kapadia, Sing Along Love Songs of simple kapadia, Sing Along Dance Songs of simple kapadia, Sing Along Hip-hop songs of simple kapadia, Sing Along Best songs of simple kapadia, Sing Along Super hit songs of simple kapadia, Sing Along hit songs of simple kapadia, Sing Along duet songs of simple kapadia, Sing Along solo songs of simple kapadia, Sing Along old songs of simple kapadia, Sing Along famous songs of simple kapadia